Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mai Aahe Bhar Nahi Sakta
|
Vijaya Majumdar, Mahendra Kapoor | J P Kaushik | ||||
Aasmaan Mahal (1965) | Majaz | Sad Songs | |||||
mai aahe bhar nahi sakta ke nagme ga nahi sakta
suku mere dil ko markar aa nahi sakta
suku mere dil ko
mai usko pujti hu aur usko pa nahi sakti
mai usko chahata hu aur us tak ja nahi sakta
haden vo kheench rakhi hain haram ke paas dono ne
haden vo kheench rakhi hain haram ke paas dono ne
ke bin mujrim bane paigam hi pehucha nahi sakta
ni majburi se majburi ni lachari ki lachari
ke uske geet bhi kholkar mai ga nahi sakta
roke nahi koi tere dil ko
na aandhi rok sakti hai na tufa rok sakte hain
na tufa rok sakte hai magar phir bhi
mai us tak re us tak ja nahi sakta
zuba par bekhudi mai naam uska aa hi jata hai
agar puchhe koi wo kon hai batla nahi sakta
zuba par bekhudi mai naam uska aa hi jata hai
agar puchhe koi wo kon hai batla nahi sakta