Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Madhosh Ho Gaya Mai
|
Abhijeet, Asha Bhosle | |||||
Aakrosh (1998) | |||||||
madhosh ho gayi main baaho mein tere aakar
jaaneman aa pyar kar mujhe gale laga kar
madhosh ho gayi main baaho mein tere aakar
jaaneman aa pyar kar mujhe gale laga kar
bechain hai mera dil ek dard sa jagakar
jaaneman aa pyar kar mujhe gale lagakar
madhosh ho gayi main baaho mein tere aakar
thahra ke mujhpe najre uff tera muskurana
angdaai leke aise dil ko mere lubhana
tu hi bata aakhir kaisa sambhalu ye dil
lagta hai aaj mujhko kar doge tum deewana
dekho dil ka ye sama do dilo ka ye milan
dekho dil ka ye sama do dilo ka ye milan
jal rahi hai saanso mein dhimi dhimi si agan
aaja milke pyar le hadse ab gujar le
keh raha hai dil yahi bhul koi kar le
is raatgi mahakti ranginiya churakar
jaaneman aa pyar kar mujhe gale laga kar
madhosh ho gayi main baaho mein tere aakar
kis kis ada ko dekhu har ada nirali
lahrake julm tune mukhade pe jab bhi daali
khilne lagi hai jaalim tere labo ki laali
ab dur tujhse rehna hone laga hai mushkil
keh rahi hai ye ghadi faaslo ko tod de
keh rahi hai ye ghadi faaslo ko tod de
dhadkano se aaj tu dhadkano ko jod de
mujhko har najar teri kar rahi ishara
bekrar main dil huwa aawara
ho naa jaaye pagal deewangi mein aakar