Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Machal Ke Jab Bhi Aankho Se
|
Bhupinder Singh | Kanu Roy | Sharmila Tagore, Sanjeev Kumar | |||
Griha Pravesh (1980) | Gulzar | ||||||
machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu

suna hai aabsharo ko badi taqlif hoti hai

machal ke jab bhi aankho se
khudara ab to bujh jane do is jalti huyi lau ko

charago se mazaaro ko badi taqlif hoti hai
charago se mazaaro ko badi taqlif hoti hai
machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu
machal ke jab bhi aankho se
kahu kya wo badi masumiyat se puchh baithe hai

kya sachmuch dil ke maaro ko badi taqlif hoti hai
kya sachmuch dil ke maaro ko badi taqlif hoti hai
machal ke jab bhi aankho se chhalak jaate hai do aansu
machal ke jab bhi aankho se
tumhara kya tumhe to raah de dete hai kaante bhi

magar hum khaksaro ko badi taqlif hoti hai