Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor, Mala Sinha | |||
Dil Tera Deewana (1962) | Hasrat Jaipuri | Tareef Songs, Romantic Songs | |||||
maasum chehara ye kaatil adaaye
ke bemaut maare gaye hum bichaare
saagar se gehari tumhari nigaahe
dubo de na hamako ye laakar kanaare
saagar se gehari
huwa samna kya ke sau tir khaye
ajab tir the woh najar bhi na aaye
ajab tir the woh najar bhi na aaye
kya hum pe gujari tumhe kya bataaye
ke bemaut maare gaye hum bechaare
saagar se gehari tumhari nigaahe
dubo de na hamako ye laakar kanaare
saagar se gehari
mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum
ke abb raahon ki dhul hai dono aalam
mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum
ke abb raahon ki dhul hai dono aalam
magar keh rahi hai ye dil ki sadaaye
de na hamako ye laakar kanaare
maasum chehara ye kaatil adaaye
ke bemaut maare gaye hum bichaare
maasum chehara
diya jakhm tumne bada khubsurat
liya daag hamne bada khubsurat
diya jakhm tumne bada khubsurat
liya daag hamne bada khubsurat
salaamat rahein aapki ye jafaayein ke bemaut
maare gaye hum bichaare
saagar se gehari tumhari nigaahe
dubo de na hamako ye laakar kanaare
maasum chehara