Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Maarenge Kas Kas Ke Baan Saiya Mere Nain Katile
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Roshan | ||||
Jashan (1955) | Rajinder Krishan | Masti Bhare Geet | |||||
marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile
le gaye has has ke jan gori tere bol rasile
marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile
jo koi mujhse haye jo koi mujhse ankhiya milaye
jo koi mujhse ha jo koi mujhse ankhiya milaye
tir najar se bach ke na jaye
tir najar se bach ke na jaye
bhago bacha ke beta jan
bhago bacha ke beta jan koi din or bhi ji le
marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile
kar du jidhr bhi hay kar du jidhr bhi mai ek ishara
kar du jidhr bhi hay kar du jidhr bhi mai ek ishara
dunia pukare haye mara re mara
dunia pukare haye mara re mara niklegi ruk ruk ke jaan
niklegi ruk ruk ke jaan beta jara pani to pi le
marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile
chand chadhe jo hay chand chadhe jo tu baithe atariya
chand chadhe jo ha ha chand chadhe jo tu baithe atariya
chanda ko chhod pade mujhpe najriya
chanda ko chhod pade mujhpe najriya
tak tak ke gori teri shan tak tak ke gori teri shan
kayi dil ho gaye pile
marenge kas kas ke ban saiya mere nain katile
le gaye has has ke jan gori tere bol rasile