Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Maan Na Maan Mai Teri Mehmaan
|
Krishna Mukherjee, Amit Kumar | Bappi Lahiri | ||||
Haiwan (1977) | Gauhar Kanpuri | ||||||
maan na maan mai teri mehman
is ladki se nahi hai meri jaan pahchan
kahe ko fir karti hai ye mujhko hairan
shayad man hi man me karti hogi ye guman
are maan na maan mai teri mehman
maan na man mai teri mehman
is ladki se nahi hai meri jaan pahchan
kahi irada to nahi hai pyar wyar karne ka
mere jaise aadmi ko bekarar karne ka
kahi irada to nahi hai pyar wyar karne ka
jaane kaha se mere palle pad gayi beiman
are maan na maan mai teri mehman
maan na maan mai teri mehman
is ladki se nahi hai meri jaan pahchan
is ladki se nahi hai meri jaan pahchan
kahe ko fir karti hai ye mujhko
ye diwani ye anjaani gale padi hai
kaali bala banke mere sar pe khadi hai
haye ram hua jeena haram
haye ram hua jeena haram
are are are are
are maan na maan mai teri mehman
maan na maan mai teri mehman
is ladki se nahi hai meri jaan pahchan
are adaa wada dikhake ye mera dil lubhati hai
ye baar baar aane ki wajah nahi batati hai
are adaa wada dikhake ye mera dil lubhati hai
ye baar baar aane ki wajah nahi batati hai
aage piche se upar niche se fas gayi meri jaan
are man na man mai teri mehman
maan na maan mai teri mehman
is ladki se nahi hai meri jaan pahchan
kahe ko fir karti hai ye mujhko hairan