Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Maalik Ne Hath Kahe Do Do Diye
|
Manna Dey, Asha Bhosle | Sachin Dev Burman | Pradeep Kumar | |||
Miss India (1957) | Rajinder Krishan | ||||||
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
uthaye ja o chokri ye jindagi ki tokri
uthaye ja o chokri ye jindagi ki tokri
rozi halal ki mehnat ki nokri
rozi halal ki mehnat ki nokri
khana kharab hai jo mile bina kam ke
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
kahe kisi ki gulami uthayenge
kahe kisi ki gulami uthayenge
banda jo apni kamai ki khaye piye
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
jarurat hai kar ki na resham ke tar ki
jarurat hai kar ki na resham ke tar ki
pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
mehnat ke bad chale hatho me hath liye
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye
malik ne hath kahe do do diye
tu kam kare pet bhare jab tak jiye