Lyrics of Maal Ko Dekh Ke - हे माल हैं तो ताल हैं, वर्ना तू कंगाल हैं
he maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
are maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal ke bina jina lohal ho gaya
maal ko dekhe salo saal ho gaya
he maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal ke bina jina lohal ho gaya
maal ko dekhe salo saal ho gaya
he he he ham bhi rahte bangle me
ham bhi firte motar me
paas apne paisa hota, baithe hote hotal me
aap chal ke aati, har cheej jaruri hoti
maal jo hota paakit me
har hasrat puri hoti
mana fakir hain ham, dil ke amir hain ham
mana fakir hain ham, dil ke amir hain ham
sab pyar ka kamal hain
maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal ke bina jina lohal ho gaya
maal ko dekhe salo saal ho gaya
garib pe daya karo bhagwaan
ja malik kare sabka bhala
garib pe daya karo bhagwaan
ja malik kare sabka bhala
garib pe daya karo bhagwaan
ja malik kare sabka bhala