The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Lori Suna Suna Ke Sulati Hai Nariya
0
Mehmood Kalyanji Anandji Mehmood
Purnima (1965) Gulshan Bawra Lori Songs
Lyrics of Lori Suna Suna Ke Sulati Hai Nariya - लोरी सुना सुना के सुलाती है नारियां

chup ho ja do dilo ki mohabbat ke natije
chup ho ja apne ladle fufa ke bhatije
lori lori lori, ae mayi lori
arey lori suna suna ke sulati hai nariya
ye mard bhi kar sakte hai, mard jindabaad
ab hoga imtiha, imtiha, imtiha

muskura ladle muskura, muskura ladle muskura
koi bhi phul aitno naa thi khubsurat
hai jitna ye tera mukhda
muskura ladle muskura, muskura ladle muskura

dole re dole dole re dole
dekh rona hai bura, raag hai ye besura
kaam nari ka rona kampyari ka rona
mera pyara kyu roye naintara kyu roye
or bhi bacche hai wo kitne acche hai
jo sada haste rahe, jinke aansu na bahe
unse sab pyar kare, unse sab pyar kare
hoye unse sab pyar kare, haye unse sab pyar kare
mai hasane ko tujhe dekh kya kya na bana
ha sulane ko tujhe dekh kya kya na bana
kabhi lachkau kamar kabhi matkau najar
hai meri patli kamar hai meri tirchi najar
haye haye meri kamar dekh le meri kamar
kaise hile meri kamar haye haye meri kamar
dekh sarmana mera dekh balkhana mera
kisi ne tere siwa mujhe agar dekh liya
hai isi baat ka dar mujhpe rakh lega najar
mujhpe rakh lega najar, mujhpe rakh lega najar
mujhpe rakh lega najar, hoye mujhpe rakh lega najar
ae mere munne kisi ki khata ki mujhko na de tu saja
koi bhi phul aitno naa thi khubsurat
hai jitna ye tera mukhda
muskura ladle muskura, muskura ladle muskura, muskura, muskura

tujhko mummy ki kasam tujhko daddy ki kasam
rona ab chhod de tu taan ye tod de tu
haske khaye jo chane uski to sehat bane
roke badam khaye dubla hota jaye
aayi bulbul ki sada rone wala hai gadha
aayi bulbul ki sada rone wala hai gadha
rone wala hai gadha, hoye rone wala hai gadha
rone wala hai gadha, hoye rone wala hai gadha
hoja chupchap na ro na ro mere baap na ro
dekh ab shor na kar mujhko tu bor na kar
tu mera dil naa jala mujhko gussa na dila
tujhse fariyad karu le tere paanv padu
kahna mera maan le tu, ye bhi ab jaan le tu
ye bhi ab jaan le tu, jaan le tu jaan le tu
ab bhi agar tu chup na hua to
tod dunga thopda tera
koi bhi phul aitno naa thi khubsurat
hai jitna ye tera mukhda
muskura ladle muskura, muskura ladle muskura, muskura, muskura