Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Logo Uski Chhutti Karenge
|
Surender Kohli | |||||
Bahu Beta Aur Maa (1992) | Kulwant Jani | ||||||
aaj jo ladki bahu bani hai kal wo saas banegi
ye kahani is duniya ki hai aur yahi rahegi
saas jo bhi hogi aisi wasi
saas jo bhi hogi aisi wasi
ke logo uski ke logo
uski chutti karenge hum jake
uski chutti karenge hum jake
ab na sahenge zulm kisi ke hum sasural me jake
int ka badla pathar se hum denge thok bajake
sadiyo se jo hota aaya is yug me nahi hoga
ab na khayegi ye jawani in budiya se dhokha
in budiyo se dhokha are re in budiyo se thokha
in budiyo se dhokha are re in budiyo se thokha
sadiyo ka datoor purana tode aaj ki chori
aankh dikhaye rob jamaye kare ye sina jori
humre hi ghar me aakar soche hum par hukam chalana
wakt ki suion ko ye chahe ulta aaj ghumana
ulta aaj ghumana are re re ulta aaj ghumana
ulta aaj ghumana are re re ulta aaj ghumana
bahu jo bhi hogi aisi wasi bahu jo bhi hogi aisi wasi
ke logo uski chutti karenge hum jake
ke logo uski chutti karenge hum jake
saas buri hoti hai nahi dulhan aane wali
tuji tiji hoti hai ye aag lagane wali
kabhi padosan hoti hai ye kabhi ye rishtedari
ialiye ho har ghar me faili ye bimari
isse bachne ka hai sabse accha ek hi gyan
kabi kisi ki bato par na dhare ye dono dhyan
choti moti baate kyu na aapas me nibhtae
kon sa ghar hai aisa jisme bartan na takrae
bartan na takrae are koi bartan na takrae
bartan na takrae are bhai bartan na takrae
humne khai ye kasam na honge ab ye sitam
dahej me ladki koi zyada le aaye ya kam
ab kisi saas ko hum kabhi rone na denge
ab jale koi bahu aisa hone na denge
aisa hone na denge aisa hone na denge
aisa hone na denge aisa hone na denge
phut dalega jo bhi koi hum me
phut dalega jo bhi koi hum me
ke logo uski chutti karenge hum jake
ke logo uski chutti karenge hum jake
logo uski chutti karenge hum jake
logo uski chutti karenge hum jake
logo uski chutti karenge hum jake
logo uski chutti karenge hum jake