Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Log Mujhko Khush Samajhte Hai
|
Ghulam Haider | |||||
Zamindar (1942) | Behzad Lakhnavi | ||||||
log mujhko khush samjhate hai
magar mai gham me hu
jisko koi paa nahi sakta hai
us aalam me hu
mujhko kismat se mili hai
kaisi aisi jindagi
mujhko kismat se mili hai
kaisi aisi jindagi
mai hi nagme ga raha tha
aur mai hi matam me hu
mai hi nagme ga raha tha
aur mai hi matam me hu
sabar ka to phal mila hai
sukar ka bhi phal mile
sabar ka to phal mila hai
sukar ka bhi phal mile
tune jo aalam diya hai
mai usi aalam me hu
tune jo aalam diya hai
mai usi aalam me hu
phul hu lekin baharo se
bahut hu dur dur
phul hu lekin baharo se
bahut hu dur dur
koi mujhko ye bataye
kaun se mausam me hu
koi mujhko ye bataye
kaun se mausam me hu
log mujhko khush samjhate hai
magar mai gham me hu
jisko koi paa nahi sakta hai
us aalam me hu