Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Locha Labacha Chalega Nahi
|
Vinod Rathod | Milind Sagar | ||||
Basti (2003) | Anwar Sagar, Sudhakar Sharma, | Masti Bhare Geet | |||||
locha labacha chalega nahi chalega nahi
gunda mawali rahega nahi rahega nahi
hum yahi rahenge ye apun ka ghar hai
humko na kisi ke bap ka dar hai
chal nikal tu palti kha le shane
ye basti hamari hasti ye basti
ye basti hamari hasti ye basti
locha labacha chalega nahi chalega nahi
gunda mawali rahega nahi rahega nahi
hum yahi rahenge ye apun ka ghar hai
humko na kisi ke bap ka dar hai
chal nikal tu palti kha le shane
ye basti hamari hasti ye basti
ye basti hamari hasti ye basti
roti garib ki garib ki chhini jo phir kabhi phir kabhi
roti garib ki chhini jo phir kabhi hath tod denge pav tod denge
phir bhi jo na samjha uska sar bhi phod denge
sabke apne apne dekho sapne hai
milke aaj humko pure karne hai
jina hai yahi yahi pe marna hai
karke hum rahenge jo bhi karna hai
chal nikal tu palti kha le shane shane
ye basti hamari hasti ye basti
ye basti hamari hasti ye basti
bola tha nukkad pe chhupi se mujhko
maine gina diye batis usko
are bindas hai tu nahi janta tha
are wo to bechara dil mangta tha
balle balle soniye ni balle balle
mar sutiya ni teri balle balle
oye shava shava soniye ni balle balle
mar sutiya ni sanu balle balle
lal pili banket kare jo sala
kasam dongri ki muh karenge kala
chal nikal tu palti kha le shane shane
ye basti hamari hasti ye basti
ye basti hamari hasti ye basti
locha labacha chalega nahi chalega nahi
gunda mawali rahega nahi rahega nahi
ha hum yahi rahenge ye apun ka ghar hai
humko na kisi ke bap ka dar hai
chal nikal tu palti kha le he shane
ye basti hamari hasti ye basti
ye basti hamari hasti ye basti