Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Lo Saaf Bata Dete Hai Tumhe
|
Manna Dey, Asha Bhosle | B N Bali | ||||
Thief Of Baghdad (1969) | S H Bihari | Qawwalis | |||||
lo saaf bata dete hai tumhe lo saaf bata dete hai tumhe
hum tumse mohabbat karte hai lo saaf bata dete hai tumhe
hum tumse mohabbat karte hai lo saaf bata dete hai tumhe
lo saaf bata dete hai tumhe hum tumse mohabbat ha
hum tumse mohabbat ho ho ji hum tumse mohabbat karte hai
lo saaf bata dete hai tumhe hum tumse mohabbat karte hai
lo saaf bata dete hai tumhe hum tumse mohabbat karte hai
lo saaf bata dete hai tumhe hum tumse mohabbat karte hai
kya baat kahi kya baat kahi masha allah
kya baat kahi masha allah ye humse mohabbat karte hai
kya baat kahi masha allah ye humse mohabbat karte hai
kya baat kahi masha allah kya baat kahi masha allah
ye humse mohabbat ha ye hamse mohabbat aji ha ha
ye humse mohabbat karte hai kya baat kahi masha allah
ye humse mohabbat karte hai kya baat kahi masha allah
ye humse mohabbat karte hai kya baat kahi masha allah
ye humse mohabbat karte hai lo saaf bata dete hai tumhe
hum tumse mohabbat karte hai lo saaf bata dete hai tumhe
lab pe aati hai wohi bat jo dil kahta hai
dekh ke tumko hame hosh nahi rahta hai
haye ye reshmi zulfe ye kitabi chehra
haye ye phul se rukhsar gulabi chehra
bahki bahki hui makhmul nigahe tauba
ye chamakti ye lachakti hui bahe tauba
dekh le tumko to goro ko pasina aaye
khol to baal to sawan ka mahina aaye
khol to baal to sawan ka mahina aaye
lo aaj bhari mahfil me ye lo aaj bhari mahfil me ye
izhare hakikat karte hai lo aaj bhari mahfil me ye
lo aaj bhari mahfil me ye izhare hakikat karte hai
lo aaj bhari mahfil me ye izhare hakikat karte hai
lo aaj bhari mahfil me ye izhare hakikat karte hai
karte hai karte hai karte hai lo saaf bata dete hai tumhe
hum tumse mohabbat karte hai lo saaf bata dete hai tumhe
mithi bato me kabhi hum nahi aane wale
hamne dekhe hai bahut tumse banane wale
lo bahakne gaye sarkar khuda khair kare
ho gaya hamse inhe pyar khuda khair kare
ye kayi baar mare hai suna charcha hamne
par janeja kabhi jate nahi dekha hamne
rat din bas ye hasino ke gun hi gate hai
wo sharam wale hai dariya se palat aate hai
wo sharam wale hai dariya se palat aate hai
wo sharam wale hai dariya se palat aate hai
inse bachke raho ye saudagar inse bachke raho ye saudagar
ulfat me tizarat karte hai inse bachke raho ye saudagar
inse bachke raho ye saudagar ulfat me tizarat karte hai
inse bachke raho ye saudagar ulfat me tizarat karte hai
inse bachke raho ye saudagar ulfat me tizarat karte hai
karte hai karte hai karte hai kya baat kahi masha allah
ye humse mohabbat karte hai kya baat kahi masha allah
wah kya khub mohabbat ka sila dete ho
hum wafadaro ko ilzame daga dete ho
tum wo harjai ho has has ke rula dete ho
tum jise tak lo mitti me mila dete ho
hum na honge to jamane me andhera hoga
hum na honge to yaha dard ka dera hoga
ishk se apne jamane ko sawara hamne
husn se apne jamane ko nikhara hamne
ek din dekhna pachtaoge hamko kho kar
aur tum yaad karoge sada rokar hamko
haal ye ho gaya chahat me tumhari dekho
chal chalte hai nayi ab ye shikari dekho
ham na honge to kaho naz karoge kis par
hum na honge to batao ji maroge kis par
chodiye chodiye bekar ki bate na karo
hum bhi kahte hai ye takrar ki bate na karo
samne tum ho to mausam hai suhana dekho
pyar me duba hua hai ye zamana dekho
waqt rangin ye kahta hai gale lag jao
saze dil chhed ke ulfat ke tarane gao
saze dil chhed ke ulfat ke tarane gao
saze dil chhed ke ulfat ke tarane gao
jab pyar me do dil milte hai jab pyar me do dil milte hai
virane ko jannat karte hai jab pyar me do dil milte hai
jab pyar me do dil milte hai virane ko jannat karkte hai
jab pyar me do dil milte hai virane ko jannat karkte hai
lo saaf bata dete hai tumhe hum tumse mohabbat karte hai
lo saaf bata dete hai tumhe hum tumse mohabbat karte hai