Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Lo Jame Mohabbat
|
Shamshad Begum | Hansraj Behl, Ghulam Haider | ||||
Kaneez (1949) | |||||||
lo jaam mohabbat ka pee lo
lo jaam mohabbat ka pee lo
more rasiya ho more rasiya
more rasiya ho more rasiya
lo jaam mohabbat ka pee lo
lo jaam mohabbat ka pee lo
dekho jee wo dekho baadal aaye
dekho jee wo dekho baadal aaye
masti ke paimaane bhar bhar laye
masti ke paimaane bhar bhar laye
jhum uthi hai
jhum uthi bharpoor jawani
haay jiya jaaye
jhum uthi bharpoor jawani
haay jiya jaaye
ghut jawani ke pee lo
ghut jawani ke pee lo
lo jaam mohabbat ka pee lo
lo jaam mohabbat ka pee lo
sheeshe ki chilman mein mast jawani
sheeshe ki chilman mein mast jawani
jisko pee kar duniya ho diwani
jisko pee kar duniya ho diwani
aag bhari hai
aag bhari hai boond boond mein kaun kahe ye pani
aag bhari hai boond boond mein kaun kahe ye pani
lo hath badhakr tum bhi lo
lo hath badhakr tum bhi lo
lo jaam mohabbat ka pee lo
lo jaam mohabbat ka pee lo
jeene ke ye din hai baalam thode
jeene ke ye din hai baalam thode
aao pheke nain gulabi dore
aao pheke nain gulabi dore
aur ab na tadpaao dil ko
chhale ban gaye phode
aur ab na tadpaao dil ko
chhale ban gaye phode
mere dil ke zakhamo ko siy lo
mere dil ke zakhamo ko siy lo
lo jaam mohabbat ka pee lo
lo jaam mohabbat ka pee lo