Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Lipatta Hu Mai Jab Usse
|
Bhupinder Singh, Mitali Singh | Ravi Pawar | ||||
Ek Arzoo (Album) (0) | Harsh Bhrambhatt | ||||||
lipatta hu main jab usse
juda kuchh aur hota hai
lipatta hu main jab usse
juda kuchh aur hota hai
manata hu main jab usko
manata hu main jab usko
khafa kuch aur hota hai
lipatta hu main jab usse
juda kuchh aur hota hai
lipatta hu
na kuchh matlab azano se
na pabandi namazo ki
na kuchh matlab azano se
na pabandi namazo ki
muhobbat karne walo ka
muhobbat karne walo ka
khuda kuchh aur hota hai
manata hu main jab usko
manata hu main jab usko
khafa kuch aur hota hai
lipatta hu main jab usse
juda kuchh aur hota hai
lipatta hu
meri deewangi
ab intehaai had ko chhuti hai
meri deewangi
ab intehaai had ko chhuti hai
bujaati hu main jab kuchh bhi
bujaati hu main jab kuchh bhi
jala kuchh aur hota hai
manata hu main jab usko
manata hu main jab usko
khafa kuch aur hota hai
lipatta hu main jab usse
juda kuchh aur hota hai
lipatta hu
ujala bhi koi jo maangate hai
unse ye kehado
ujala bhi koi jo maangate hai
unse ye kehado
ke andhere mein jeene ka
ke andhere mein jeene ka
maza kuchh aur hota hai
manata hu main jab usko
manata hu main jab usko
khafa kuch aur hota hai
lipatta hu main jab usse
juda kuchh aur hota hai
lipatta hu