Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Likh Padh Padh Likh Likh Padh Ke
|
Usha Mangeshkar, Geeta Dutt | Chitragupt | ||||
Kangan (1959) | Rajinder Krishan | ||||||
likh padh padh likh likh padh ke acha acha raja beta ban

apne liye nahi oro ke liye hai ye tera tan man

likh padh padh likh likh padh ke
acha acha raja beta ban
ye to batao das or das mil hote hai kitne

ungliya jitni do hatho ki do pwao ki utne
das or das mil bees hue pachas or cha chapan
likh padh padh likh likh padh ke acha acha raja beta ban
bolo tulsi das kon the or kaha rahte the

sant kawi the ganga tat par ram bhajan kahte the
jite raho jite raho tum hi to is desh ka sacha dhan
likh padh padh likh likh padh ke acha acha raja beta ban
n e h r u bolo ye kiska nam hai
n e h r u bolo ye kiska nam hai
rishte me hai wo mera chacha ye jiska bhi nam hai
us nehru ke hai hum sab bache