Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Le Ke Najo Ada Aayi Barke Bala
|
Shamshad Begum | Dhaniram | ||||
Shahi Bazar (1957) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
le ke najo ada aayi barke bala
dil ko pahlu me rakhana smbhal ke
dil ko pahlu me rakhana smbhal ke
tum to ho bekhabar ye hai chanchal najar
le na jaaye hoy le na jaaye
kahi dil nikaal ke
dil ko pahlu me rakhna sambhal ke
der lagti nahi dil milte huye
der lagti nahi dil milte huye
dekh le ik najar muskurate huye
dekh le ik najar muskurate huye
fir na aaungi mai chali jaungi mai
sar se ulfat ho sar se ulfat
tere dil me daal ke
dil ko pahlu me rakhana smbhal ke
aaj duniya meri muskurane lagi
aaj duniya meri muskurane lagi
har tamanna meri gungunane lagi
har tamanna meri gungunane lagi
dil kar mera dhak mujhe aise na tak
wari jaaun hoy war jaaun
mai husno smbhal ke
dil ko pahlu me rakhana smbhal ke
pad gayi pyaar ki mujhpe parchhaiya
pad gayi pyaar ki mujhpe parchhaiya
meri armaan lete hai angdaaiya
meri armaan lete hai angdaaiya
chahe daaman chhuda chahe najre bacha
le mai jaungi hoy le mai jaungi
dil me bithaal ke
dil ko pahlu me rakhana smbhal ke
le ke najo ada aayi barke bala
dil ko pahlu me rakhana smbhal ke
dil ko pahlu me rakhana smbhal ke