Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Le Ja Usakee Duwaye O Jo Teraa Ho Naa Saka
|
Mohammed Rafi | Anil Biswas | ||||
Heer (1956) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
le ja uski duwaye o jo tera ho na saka
apni jati baharo se gale mil ke ro na saka
apni jati baharo se gale mil ke ro na saka
apni jati baharo se gale mil ke ro na saka
kin adaon se teri savari chali
jaise gulashan se bad-e-bahari chali
khun-e-araman ki mehnadi rachaye huye
khun-e-araman ki mehnadi rachaye huye
ban ke dulhan mohabbat hamari chali
le ja uski duwaye o jo tera ho na saka
apni jati baharo se gale mil ke ro na saka
mera gam dil me le ja nishani meri
abb kisi se na kahna kahani meri
mujhpe gujri so gujri mera gam na kar
mujhpe gujri so gujri mera gam na kar
teri ulfat ke sadke javani meri
le ja uski duwaye o jo tera ho na saka
apni jati baharo se gale mil ke ro na saka
dil ki galiya na abb yad aye tujhe
chhu ke gujre na gam ki hawaye tujhe
mera kya mai agar kak bhi ho gaya
mera kya mai agar kak bhi ho gaya
meri mitti bhi degi duwaye tujhe
meri mitti bhi degi duwaye tujhe
le ja uski duwaye o jo tera ho na saka
apni jati baharo se gale mil ke ro na saka
apni jati baharo se