Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Lambi Joru Badi Musibat Are Din Dekhe Na Raat
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Vinod | ||||
Ek Thi Ladki (1949) | Aziz Kashmiri | ||||||
lambi joru badi musibat are din dekhe na raat
aate jate karti hai neet nakhare ki barsat
are mai haar gaya are mai haar gaya
do naino ka teer dil ke paar gaya
are mai haar gaya are mai haar gaya
subah sham ka nakhra iska maar gaya are mai haar gaya
chota balam badi musibat ladta hai din raat
chota balam badi musibat ladta hai din raat
fut gaye bhag mere fut gaye bhag mere
jo diya hath me hath jo diya hath me hath
are mai haar gai are mai haar gai
balepan me dil pe chal talwar gai are mai haar gai
bin marji ke shadi mujhko maar gai are mai haar gai
joru meri itni lambi jyu kothe ki thambi
joru meri itni lambi jyu kothe ki thambi
teem than ka lehanga pehne teem than ka lehanga pehne
fir bhi aedi nangi haye fir bhi aedi nangi
are mai haar gaya are mai haar gaya
do naino ka teer dil ke paar gaya
are mai haar gaya are mai haar gaya
subah sham ka nakhra iska maar gaya are mai haar gaya
chota balam badi musibat bole kadve bol
chota balam badi musibat bole kadve bol
mere bas ki jo baat ho mere bas ki jo baat ho
to kar du bistar gol to kar du bistar gol
are mai haar gai are mai haar gai
balepan me dil pe chal talwar gai are mai haar gai
bin marji ke shadi hamko maar gai are mai haar gai
bin marji ke shadi hamko maar gai haye maar gai