Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Lagi Ye Lagi
|
Vinod Rathod | Nitin Raikwar | ||||
Pran Jaye Par Shaan Na Jaye (2003) | Nitin Raikwar | ||||||
sukun milta hai kisi ko to
kisi ko to dard hota hai
koi hasta hai rota hai
to koi rone ke bad hasta hai
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
jaldi mein hai har aadmi
muskil mein hai har aadmi
hai samne manzil khadi
ye faisle ki hai ghadi
majbur hai hum kya kare
iske bina kaise rahe
ho jaaye na kahi der phir
kaise sahe kaise sahe
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
saari duniya dekh lo
chaahe jis se puchh lo
koi bhi na bach saka
ye rog hai aisa jaan lo
jaga jo bhi neend se
are bhaga uski yaad mein
wo gham de ya de khushi
dipa hai khali haath mein
ye din to kya raato mein bhi
chaali mein kya mehlo mein bhi
apno mein kya gairo mein bhi
gaao mein kya sehro mein bhi
majbur hai ab kya kare
iske beena kaise rahe
ho jaaye na kahi der phir
kaise sahe are kaise sahe
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
himmat ka ye kaam hai
takat ka ye kaam hai
chehre par muskan hi
bas iska anjaam hai
sona chaandi kuch nahi
heere moti kuch nahi
ye mil jaaye to yu lage
jaise mili nayi zindagi
ha haajir hua hai har koi
iske zara aagaj se
sabko issi ki fikar hai
jo na chhupe wo raaj hai
majbur hai ab kya kare
iske beena kaise rahe
ho jaaye na kahi der phir
kaise sahe are kaise kaise
kaise sahe baba
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
jaldi mein hai har aadmi
muskil mein hai har aadmi
hai samne manzil khadi
ye faisle ki hai ghadi
majbur hai hum kya kare
iske bina kaise rahe
ho jaaye na kahi der phir
kaise sahe kaise sahe
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
lagi ye lage to kahi dil na lage
dil na lage dil na lage