Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Laddoo
|
Mika Singh | Tanishk - Vayu | ||||
Shubh Mangal Saavdhan (2017) | Tanishk Vayu | ||||||
haaye boli aisi ke tamatar free mangaye
to lage jaise mushaayaron mein
baitha sun raha hoon usko
ma dha ni sa ni dha ma ga
arey aankhein aisi ke milaaye
jab nigahein ye nigahein dagmagaaye
kuch samajh mein bhi na aaye dil ko
par jaise mohabbat utthi
seene mein ghus gayi gupti
iss dil ke laddoo bant gaye
haan suljhi thodi jab gutthi
khwabon ki ho gayi chhuti
iss dil ke laddoo bant gaye
haan chaata lekar nikle koi ghar se
chhaaye baadal na barse
jaise note 2000 ke leke koi chhutte ko tarse
sagar mein pyaasa hai dil
par kar kya sakta hai dil
iss dil ke laddoo bant gaye
chhota zara sa hai dil
kaisa ruaan se hai dil
iss dil ke laddoo bant gaye
haaye aisi taisi aisi huyi ki
emotion ka juice nikla
jhaalar laga ke ghar sajaaya
par connection loose nikla
haan free mein ho gaye fadde
jeevan ka happy b’day
iss dil ke laddoo bant gaye
haaye raahon mein aise gadde
toote hain dil ke haddey
iss dil ke laddoo bant gaye
boli aisi ke tamatar free mangaye
to lage jaise mushaayaron mein
baitha sun raha hoon usko
arey aankhein aisi ke milaaye
jab nigahein ye nigahein dagmagaaye
kuch samajh mein hi na aaye dil ko
par jaise mohabbat utthi
seene mein ghus gayi gupti
iss dil ke laddoo bant gaye
haan suljhi thodi jab guthi
khwabon ki ho gayi chhuti
iss dil ke mmhmm lag gaye