Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Laato Ke Bhoot Baato Se Nahi Mante
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | Jeetendra, Rekha | |||
Santan (1976) | Verma Malik | ||||||
bahut dino se muft ki khai bahut kiya aaram
utho bachu utho ab to karna padega kam
suna nahi tumne aaram hai haram
lato ke bhut bato se nahi mante
lato ke bhut bato se nahi mante
lato ke bhut bato se nahi mante
ye hai lutere boli pyar ki nahi jante
lato ke bhut bato se nahi mante
lato ke bhut bato se nahi mante
are kam ke na kaz ke petu anaj ke
tum jaise muftkhor dushman samaj ke
are kam ke na kaz ke petu anaj ke
tum jaise muftkhor dushman samaj ke
mere pas ab tumhari maut ka paygam hai
samjh lo aaj bachu sabki bala ram hai
mai janti hu tum mujhko nahi jante
lato ke bhut bato se nahi mante
lato ke bhut bato se nahi mante
luti hai lutai hai khoi hai udai ha
jaise ye tumhare kisi dada ki kamai hai
luti hai lutai hai khoi hai udai ha
jaise ye tumhare kisi dada ki kamai hai
ab to pai pai ka hisab mai chukaungi
sari umar yad rahe path wo mai padhaungi
aise rah lagaungi ke khak firo chante
lato ke bhut bato se nahi mante
lato ke bhut bato se nahi mante