Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Laal Tera Jug Jug Jiye Mata
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Mere Lal (1966) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
lal tera jug jug jiye mata lal tera jug jug jiye mata
lal tera jug jug jiye mata
diya tere angan ka raakhe vidhata
lal tera jug jug jiye mata lal tera
chayi ho chahe chandani suraj ki chahe dhup ho
chayi ho chahe chandani suraj ki chahe dhup ho
chaw me tere aachal ke tere pyar ka rup ho
chahe tere godi me chahe kahi durse
chahe tere godi me chahe kahi durse
rahe tere aachal ki sobha badhata
lal tera jug jug jiye mata lal tera
ram kare ho jawan to kam raakhe ache hi kam se
ram kare ho jawan to kam raakhe ache hi kam se
desh ka nam uncha ho maa tere bete ke nam se
mathe pe himalya ke badi anubhan se
mathe pe himalya ke badi anubhan se
banke jawahir rahe jagmagata
lal tera jug jug jiye mata lal tera
mera bhi tha ek angan wo gali jane kaha thi
mera bhi tha ek angan wo gali jane kaha thi
kya janu kaise lekin aisi hi meri bhi maa thi
yu hi mera banchpan machal gaya mata
lal tera jug jug jiye mata
diya tere angan ka raakhe vidhata
lal tera jug jug jiye mata lal tera