Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kyu Ye Dil Diwana
|
Amirbai Karnataki, Mohammed Rafi | Ghulam Mohammad | ||||
Bikhre Moti (1951) | Akhtar ul Iman | ||||||
kyun ae dile deewana kyun ae dile deewana
hai hosh se begana hai hosh se begana
kuch ham bhi sunen aake kuch ham bhi sunen aake
tu kiska hai deewana kyun ae dil e deewana
kiske liye jeeta hai kiske liye marta hai
kiske liye jeeta hai kiske liye marta hai
kiske liye marta hai
jab koi nahin tera jab koi nahin tera
phir kiska hai deewana kyun ae dile deewana
aa raat na dhal jaye duniya na badal jaye
aa raat na dhal jaye duniya na badal jaye
duniya na badal jaye
wo doob chaley tare wo doob chaley tare
keh daal ye afsana kyun ae dil e deewana
jab aankh mili thi unse ye kyun na kaha tune
jab aankh mili thi unse ye kyun na kaha tune
ye kyun na kaha tune
munh pher ke mat jaao munh pher ke mat jaao
dil dil ka hai nazrana kyun ae dil e deewana