Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kyo Dil Me Mere
|
Suraiya, G. M. Durrani | Husnlal Bhagatram | ||||
Aaj Ki Raat (1948) | Rajinder Krishan | ||||||
kyu dil me mere base ho
tum kaun ho kya ho
kyu dil me mere base ho
tum kaun ho kya ho
rag rag me meri chhupe ho
bijli ho hawa ho
rag rag me meri chhupe ho
bijli ho hawa ho
bhula hua ek rahi hu mai
kismat ka mara hu
ujadi hui ek dunia hu mai
tuta hua tara hu
bujhti hui shama hu chaho to jala do
bujhti hui shama hu chaho to jala do
kyu dil me mere base ho
tum kaun ho kya ho
rag rag me meri chhupe ho
bijli ho hawa ho
anjane par kisi se, mai kaise preet laga lu
do din ki pahchan me kaise
man ka meet bana lu
kya janu dil leke tum aankh chura lo
kya janu dil leke tum aankh chura lo
kyu dil me mere base ho
tum kaun ho kya ho
rag rag me meri chhupe ho
bijli ho hawa ho
jo kuch bhi hu hu mai tumhara
ab na mujhe thukraao
pyar ki ek najar ka pyasa
dil ki pyas bujhao
rote hue dil ko chaho to hansa do
rote hue dil ko chaho to hansa do
kyu dil me mere base ho
tum kaun ho kya ho
kyu dil me mere base ho