Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kya Yeh Mumkin Hai
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | ||||
Galiyon Ka Badshah (1989) | Indeevar | ||||||
kya ye mumkin hai bolo kya ho sakta hai aisa
mujhko jivan sathi chahiye koi tumhare jaisa
mai hun jami tu aasman ho mai hun jami tu aasman
fir milan hamara kaisa ye apni najaro ka bharm
hai kab mumkin hai aisa
suraj ki kirne dharti ko pawan suman ko chume
chand ka mukhda chum ke masti mei mouje jhume
ye chubhn kis kaam ke sajan hamne kiya na aisa
mujhko jivan sathi chahiye koi tumhare jaisa
chand our mouj gagan oaur dharti ye bhi hai majbur
lipte huye lagte hai fir bhi ek duje se dur
pakar jisko pa na sake hum uska pana kaisa
mujhko jivan sathi chahiye koi tumhare jaisa
bina tumhare dhundh hai jivan kuch bhi najar na aaye
in dhundhli raho me na jane koun kaha kho jaye
jaise pawan se dhundh mili ho milan hamara aisa
mujhko jivan sathi chahiye koi tumhare jaisa