Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kya Suraj Amber Ko Chhod Ke Jaayga
|
Shabbir Kumar, Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri | ||||
Suhagan (1986) | Indeevar | Masti Bhare Geet | |||||
kya suraj ambar ko chhod ke jayega
wo din kabhi na aayega
kya phulo se khusbu chin li jayegi
ye na kabhi ho payega
ye hua to koi na kisi pe yakin karega
pyar jaha se utha jayega
kya suraj ambar ko chhod ke jayega
wo din kabhi na aayega
karte ho kitna pyar hame tum bolo to
mere pyar ko apne pyar se tolo to
pyar ka wada kab tak yad rahega sanam
apne aap ko bhul na jayenge jab tak hum
hum jo bichade aag ke samne hath ko thamke
koi bhi kasam nahi khayega
premi prem ke path se kyu hat jate hai
shak aata hai dil me dil fat jate hai
pyar jo kam karte hai wahi to jalte hai
viswaso ke bal par hi ghar chalte hai
tum jo badle mere pyar ko dhokha mila to
jinda na koi mujhe payega
kya suraj ambar ko chhod ke jayega
wo din kabhi na aayega
kya phulo se khusbu chin li jayegi
ye na kabhi ho payega
ye hua to koi na kisi pe yakin karega
pyar jaha se utha jayega
kya suraj ambar ko chhod ke jayega
wo din kabhi na aayega