Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kya Roop Hai Tera Kya Rang Hai Tera
|
Poornima, Udit Narayan | Aadesh Shrivastava | Rani Mukherjee, Shadaab Khan | |||
Raja Ki Aayegi Baaraat (1996) | Sameer | Romantic Songs | |||||
kya roop hai tera kya rang hai tera
kya roop hai tera kya rang hai tera
tu gazab ki chiz sanam
tujhko to pane ki khatir
kuch bhi kar jayenge hum
kya roop hai tera kya rang hai tera
kya roop hai tera kya rang hai tera
tu mera mahbub sanam
tujhko to pane ki khatir
kuch bhi kar jayenge hum
zulfe resham teri chehra tera khub
jaise badlo se chhanke aayi dhup
chahe jitna bhi tu mujhse ho anjaan
khushbu de deti hai phulo ki pehchan
tere badan ki daali masti me lehraye
tere gore tan pe chanda bhi sharmaye
badle sara aalam jab lu tera naam
tera sath hai jaise ho rango ki sham
kya roop hai tera kya rang hai tera
kya roop hai tera kya rang hai tera
tu mera mahbub sanam
tujhko to pane ki khatir
kuch bhi kar jayenge hum
sangam saat suro ka tere sath lage
hai tu hai rimjhim sawan ye ehsas jage
teri ek aahat se man mera jhume
jaise subah ki kirne dharti ko chume
teri khatir mera ye diwanapan
sahil se takraye jaise lahro ka daman
tere aa jane se arman khil jaye
nadi koi sagar me jaise mil jaye
kya roop hai tera kya rang hai tera
kya roop hai tera kya rang hai tera
kya roop hai tera kya rang hai tera
tu mera mahbub sanam
tujhko to pane ki khatir
kuch bhi kar jayenge hum
kuch bhi kar jayenge hum