Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kya Paya Dunia Ne Do Pyar Bhare Dil Tod Ke
|
Talat Mehmood, Geeta Dutt | Hansraj Behl | ||||
Darbaar (1955) | Asad Bhopali, Prem Dhawan, | ||||||
kya paya duniya ne kya paya duniya ne
do pyar bhare dil tod ke kya paya duniya ne
kya paya duniya ne gum sehne padte hai
gum sehne padte hai ulfat se nata jod ke
gum sehne padte hai gum sehne padte hai
ji bhar ke hum dekh sake na khushiyo ke din char ho
milke hi hum bichhad gaye mera rota reh gaya pyar
rota reh gaya pyar dukh aaye ghir ghir ke
dukh aaye ghir ghir ke sukh chale gaye muh mod ke
kya paya duniya ne kya paya duniya ne
tum ho juda dushman hai jamana ruthi hai takdir ho
kaate mujrim najre kaidi paavo mein janjir
paavo mein janjir marne ka irada hai
marne ka irada hai deewaro se sar fodke
gum sehne padte hai gum sehne padte hai
ji chahe bedard jamana rang khushi ke sath ho
pyar ka suraj phir chamakega
kat jayegi raat kat jayegi raat
najar na jhuka dena najar na jhuka dena
ummid ka daaman chhod ke
gum sehne padte hai gum sehne padte hai