Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kya Karte The Sajana
|
Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Anand Milind | Veverly, Sahil Chaddha | |||
Lal Dupatta Malmal Ka (1988) | Majrooh Sultanpuri | Romantic Songs | |||||
kya karte the sajana tum humse dur rahke
kya karte the sajana tum humse dur rahke
ham toh judayi me akele
chhup-chhup ke roya karte the
chhup-chhup ke roya karte the
kya batalaye jaan-e-jan ham tumse dur rahke
kya batalaye jaan-e-jan ham tumse dur rahke
aksar duao me khuda se
tumko hi manga karte the
tumko hi manga karte the
jo puchhti thi sakhiya bechari
yeh rog kaisa tujhko hai pyari
jo puchhti thi sakhiya bechari
yeh rog kaisa tujhko hai pyari
chup chap unka munh dekhti thi
karti bhi kya mai biraha ki mari
wo din bhi kya din the sanam
majabur tum lachar ham bas aahen bhara karte the
tumko hi manga karte the tumko hi manga karte the
kya karte the sajana tum humse dur rahke
kya karte the sajana tum humse dur rahke
ham toh judayi me akele
chhup-chhup ke roya karte the
chhup-chhup ke roya karte the
mana judayi kaa mausam bura tha
uska bhi lekin apna maja tha
mana judayi kaa mausam bura tha
uska bhi lekin apna maja tha
thoda tadapna thoda sisakna
sach puchhiye to achchha laga tha
kya chij hai yeh pyar bhi
sukh me hasi duhkh me hasi
naa puchho ki kya karte the
tumko hi manga karte the
tumko hi manga karte the
kya karte the sajana tum humse dur rahke
ham toh judayi me akele
chhup-chhup ke roya karte the
chhup-chhup ke roya karte the
kya batalaye jaan-e-jan ham tumse dur rahke
aksar duao me khuda se
tumko hi manga karte the
chhup-chhup ke roya karte the
tumako hi manga karte the
chhup-chhup ke roya karte the