Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kya Hind Ka Zinda
|
Vinod Sehgal | Jagjit Singh | ||||
Kahkashaan (Jagjit Singh) (0) | Jigar Moradabadi | Ghazals | |||||
kya hind ka zinda kanp raha hai
gunj rahi hai taveere
uktaye hain shayad kuch kaidi
aur tod rahe hain janjeere
diwaro ke niche aa aa kar
yu jama huye hai zindani
seeno me talakum bijli ka
aankho me jhalakti samseere
kya unko khabar thi hotho par
jo mohar lagaya karte the
ek roz kisi khamosi se
tapke ki tahkati takreerein
sambhlo ki wo zinda gunj utha
jhapto ke wo kaidi chhut gaye
utho ki wo baithi diware
dodo ki wo tuti janjeere
dodo ki wo tuti janjeere
dodo ki wo tuti janjeere
dodo ki wo tuti janjeere