Lyrics of Kya Cheez Hai Orat Dunia Me - क्या चीज है औरत दुनिया में
jab se ye dunia bani hai yaro, sabka hai yahi kahna
aag hai maut hai kayamat hai
aurat se bachke rahna, kyonki
kya cheez hai aurat dunia me, kya cheez hai aurat dunia me
ye tumko batana mushkil hai, ye tumko batana mushkil hai
dunia ko jhukana asaa hai, dunia ko jhukana asaa hai
aurat ko jhukana mushkil hai, ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai
tarif karu kya mardo ki, tarif karu kya mardo ki
sach baat sunana mushkil hai, sach baat sunana mushkil hai
jallad se bachna asaa hai, jallad se bachna asaa hai
inse bach jana mushkil hai, ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai
kabhi jalwo se haye kabhi ankho se
kabhi jalwo se haye kabhi ankho se
kabhi lut le ye mulakato se
kabhi lut le ye mulakato se
ye to mardo ko dekho nikamma kare
ye to mardo ko dekho nikamma kare
bas pyar bhari do bato se, ha ha pyar bhari do bato se
ek baar jo dube
ek baar jo dube inki ankho me ankho me
phir laut ke ana mushkil hai, ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai
tarif karu kya mardo ki, tarif karu kya mardo ki
sach baat sunana mushkil hai, sach baat sunana mushkil hai
ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai
kabhi raah pe khade, kabhi dar pe pade
haye kabhi raah pe khade, kabhi dar pe pade
kaise kaise ye chakkar chalate hai
kaise kaise ye chakkar chalate hai
kayi waade kare matlab ke liye
ha kayi waade kare matlab ke liye
jhuti jhuti ye kasme khate hai
jhuti jhuti ye kasme khate hai
ek bar jo aaye, ek baar jo aaye inke hatho me
phir to pichha chhudana mushkil hai
ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai
kya cheez hai aurat dunia me, kya cheez hai aurat dunia me
ye tumko batana mushkil hai
ha ha mushkil hai, o ho mushkil hai
husan wale sabhi dil ke kaale sabhi
husan wale sabhi dil ke kaale sabhi
pyar kar ke hamesha badlte rahe
ha pyar kar ke hamesha badlte rahe
kabhi dhokha kiya kabhi gum de diya
kabhi dhokha kiya to kabhi gum de diya
ye to dil ko khilona samjhte rahe
ye to dil ko khilona samjhte rahe
are ja abe ja ja
dekho baat badhao na tum bhi samne aao na
dekho baat badhao na tum bhi samne aao na
o mai bhi koi kam nahi mardo me koi dam nahi
itna ab na akdo tum, apna rasta pakdo tum
tumko apna hosh nahi, tumme koi josh nahi
himmat hai to samne aa, himmat hai to samne aa
aayi hu mai hath laga, aayi hu mai hath laga