Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kuven Me Kud Ke Mar Jaanaa
|
Kishore Kumar | Salil Chowdhury | Kishore Kumar, Bipin Gupta, Jairaj, Usha Kiran, Anwar Husain, Durga Khote | |||
Parivaar (1956) | Shailendra | ||||||
kuve me kuve mai kud ke mar jana
yaar tum shaadi mat karna
yaar tum shaadi mat karna
mat karna ,mat karna
mat karna
kuve me kud ke
dekhi dilli ki ek ladaki jisko dekh tabiyat phadaki
mukh se aah nikal gai thadi andar-andar aag si bhadaki
usaka naam gharana pucha usaka thaur-thikana pucha
apne dil ki umange lekar pahucha mai usake bangle par
apne dil ki umange lekar pahucha mai usake bangle par
jaate hi jhuk ke salaam bajaya daddy ko dil kaa bayan sunaya
bhole-bhaale daddy bole haan haan ji
bhole-bhaale daddy bole haan haan ji
haan haan ji
achaa khyal hai apaka dijie mujhe pata apne baap ka
apake baap ko chitthi ke zarie bata dunga
ji achaa khyal hai apaka
chaay pilaun ke thanda magaun oy hoy oy hoy
chaay pilaun ke thanda magaun
ke murgi ke ade ki bhurji banaun
chaay pilaun ke thanda magaun
ke murgi ke ade ki bhurji banaun
hans kar jab vo ladaki boli mere dil pe chal gai goli
mere man ke batashe tute aakhir maan gae prabhu ruthe
teri jay-jay ho karataar
teri jay-jay ho karataar
teri jay-jay ho karataar
ho teri jay-jay ho karataar ho
ho teri jay-jay ho karataar ho
ho teri jay-jay ho karataar ho
teri jay-jay ho karataar
are baap re
itne me aa gaya uska bhai zalim nikala bada hi kasai
kahne laga
munh aur masur ki daal ve nikal jaa
munh aur masur ki daal ve nikal jaa
yahaan se chandal ke bache
usaka bhai tha baksar bhari
usaka bhai tha baksar bhari
usne ki hamle ki taiyari
mai to dum ko dabakar bhagaa raste me bola man ka kaga
kya kya
kuve me kuve mai kud ke mar jana