Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kudrat Ke Insaf
|
Shafi M Nagri | |||||
Diler Daku (1957) | Pandit Chand | ||||||
mere bap ke hatyaro mujhe mere maa ke dudh ki kasam
apni shahid bap ke khun ki kasam
tum charo papi duniya ke kisi bhi
kone mein kyu na chhupe ho mein jinda nahi chhoduga
kudrat ke insaf ko tum hath mein na lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
kudrat ke insaf ko tum hath mein na lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
mana ki tum ghir gaye yado ki janjir se
uljhan hai wo koun si suljhe na tadwir se
sath tumhare main hun mujhko sathi maan lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
kudrat ke insaf ko tum hath mein na lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
har gam bhula dugi main aa jao julfo tale
mera ye husan jwa hai bas tumhare liye
aa jayega chen mujhe baho mein tham lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
kudrat ke insaf ko tum hath mein na lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
tum bhi to tanha nahi ham bhi akele hai yaar
ye waqt ki baat hai shikari to dhudhe shikar
paas tumhare khdi hai kismat itna jaan lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
are kudrat ke insaf ko tum hath mein na lo
ban jayegi baat waqt ke sath hi chlo
l la la la l l la la la l l la la