Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kudiyan Baimaan
|
Manish Tipu | Bobby, Imran | Karan Mehra, Suzanna Mukherjee, Sidhant Gupta, Sharib Hashmi, Gunjan Malhotra | |||
Badmashiyaan (2015) | Shabbir Ahmed | Rock Songs, Pop Songs | |||||
are nazar mila ke kardengi ye are tera kaam tamaam
ha ha bachana hai toh sunle babua are baat hamari maan
aay haay baby ke nakhare aay haay by god kasam se
dhundhe hai chikane bakre
aay haay baby ke nakhare dhundhe hai chikane bakre
aankhon ke signal deke thagle ye sara hindustaan re o baby
haye re ye kudiyan baimaan re
haye re ye kudiyan baimaan re baimaan re
haye re ye kudiyan baimaan re
aay haay ye lovely chehre kyu na dil in pe phisale
love shove ka churan deke mutthi me karle sab ki jaan ye
haye re ye kudiyan baimaan re
haye re ye kudiyan baimaan re baimaan re
haye re ye kudiyan baimaan re
tip top banke ghume unchi hil sendal pahine
silim body make up shake up haay fay kapde pahine
by god ki kasam ye
tip top banke ghume unchi hil sendal pahine
silim body make up shake up haay fay kapde pahine
chhoti gadiwalo ke ye muh na lage rama
bmw walo se ee mosidanti rana
paakit me inka saara dhyaan re o baby
haaye re ye kudiyan baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
aashiko ke kitne paise parlour me jake phuke
bil bharke inke mar gaye jaane kitne majnu bhuke
hum ko to maaloom tha pahilese
aashiko ke kitne paise parlour me jake phuke
bil bharke inke mar gaye jaane kitane majnu bhuke
dil pe daya na aaye fry karke khaye
ladko ko tishu samje flush karte jaye
inko na samajha bhagwaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re baimaan re
haaye re ye kudiyan baimaan re
hum ko to maaloom tha pahile se