Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kuchh Tumhare Hath Hai
|
Shankar Mahadevan, Jolly Mukherjee, Sunita Rao | Rajesh Roshan | Akshaye Khanna | |||
Laawaris (1999) | Javed Akhtar | ||||||
tum jo firte ho lambi caro me
rehte ho mehlo se makano me
tum bura kehte ho hamko yaro
jhank lo apne girebano me
phir saval aur javab kar lo tum
aaj hamse hisab kar lo tum
kuch tumhare hath hai aur
kuch hamare hath hai sath hai duniya tumhare
dil humare sath hai kuch tumhare hath hai
tumne khushiya kharidi hai bajar me
hamne ranginiya payi hai pyar me
tumko wo sukh jo bikte hai sare mile
hamko yari mili dost pyare mile
tumko paisa mila to ye andaj hai
hamko apne hi upar magar naaj hai
tum chale to sath ye dar hai ki tum lut jaoge
ham chale to sath ummido ki ik barat hai
kuch tumhare hath hai kuch hamare hath hai
kaun ho tum kaha se aaye ho
baat karne ki bhi tameej nahi
hai jamana hamari thokar me
tum ho kya tum to koi cheej nahi
hujur itna na kariye gurur daulat par
ye shisha chan se kisi roj tut jayega
jamane bhar ko hai luta hujur ne
lekin ye banda apko ik roj loot jayega
khud ko jyada na bekarar kare
aap us din ka intejar kare
kuch tumhare hath hai kuch hamare hath hai
tumne mana ki tum lutere ho
par bura hamko kehte rehte ho
ham bure kyu hai tum bhale kyun ho
tum jo kehte ho kyu wo kehte ho
kuch tumhare hath hai kuch hamare hath hai
tum sharafat ke parde ke piche chupe
sau gunaho ki mehfil sajate rahe
sajate rahe sajate rahe
hamne jo bhi kiya saaf khul ke kiya
ham hai kya ham ye sabko batate rahe
batate rahe tumne jo bhi kiya jurm hai wo bada
hamne to wo kiya hai jo karna pada
hamne jo bhi hai kiya wo din dahade hai kiya
tumne sab kuch hai kiya jab chayi kali rat
kuch tumhare hath hai kuch hamare hath hai