Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kuchh Aise Bandhan Hote Hai
|
Mukesh Chand Mathur, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji | ||||
Farishta Ya Qatil (1977) | Anjaan | ||||||
kuch aise
kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai
kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai
jo bin bandhe bandh jate hai
jo bin bandhe bandh jate hai wo jivan bhar tadpate hai
kuch aise
kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai
jane ye kaisa nata hai
jane ye kaisa nata hai jo bin jode jud jata hai
ek din man ka pagal panchi bin pankh lage udd jata hai
suraj chhune ki koshish me
suraj chhune ki koshish me panchi ke par jal jate hai
kuch aise
kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai
jab pyar ki tapti raho me
jab pyar ki tapti raho me do pyase dil mil jate hai
phir dhup-chanv ban jati hai sanso me phul khil jate hai
jagi ankho ke ye sapne
jagi ankho ke ye sapne aksar man ko chhal jate hai
kuch aise
kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai
jo bin bandhe bandh jate hai wo jivan bhar tadpate hai
kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai