Lyrics of Kuchh Aisa Jahan Ham Banaye - II - कुछ ऐसा जहा हम बनाए, जहा पेहला हो हर वो नजारा
kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara

pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal
pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho

pehli kaline pehli ghata se, kya kaha hai sun jara
barish ki pehli bunde tum, suraj ki pehli kirne tum
aur mera pehla pehla pyar tum
kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara
kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara
pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal
pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho
pehli tamanna, pehli woh khwayish, tu hi tu hai jaan meri
pyar kaa pehla wada tum, aankho kaa pehla sapna tum
aur khushi kaa pehla pehla aansu tum