Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kuch Anokhe Rules
|
Armaan Malik | Salim Sulaiman | ||||
102 Not Out (2018) | Saumya Joshi | ||||||
kuch anokhe rules hai is anokhi jung ke
ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke
kuch anokhe rules hai iss anokhi jung ke
ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke
zindagi ke panno pe jhurriyon ki siyahi se
aisa kuch likhenge hum sab ke hosh udayenge hum
ho rahe naye naye usi purane dhang se
ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke
barson se takkal ko dhoop ne chua nahi
barson se iss dil me kuch bhi hua nahi
barsoo se takkal ko dhoop ne chua nahi
barson se is dil me kuch bhi hua nahi
uth khada hua hoon mai ek udhar ki umang se
ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke
boodhi zindagi se aankh bhi ladai hai
waqt ke maslon me tang bhi aadai hai
boodhi zindagi se aankh bhi ladai hai
waqt ke maslon me tang bhi aadai hai
uljhi si hawa me bhi hum mast hai patang se
ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke
kuch anokhe rules hai is anokhi jung ke
ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke