Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Krishna Sudama (Part
|
Mahendra Kapoor | Shankar Jaikishan | ||||
Krishna Krishna (1986) | Bharat Vyas | ||||||
antaryami jaan kar mitr hirday ki baat
chaval ki vo potali khinchi apne hanth
pahali muthhi jab chaval ki
prabhu ne munh mein dali
rangmahal ban gai jhopadi
din sudama vaali
aur dusari muthhi ka
jab prabhu ne bhog lagaya
ann dhan se bhandaar bhra
apna yashvaraya lutaya
aur tisari muthhi par
rukamadi ne pakadi baah
kaha prabhu kya tumhe hui
nijlakshmi ki anchaah
kaisi maya aapki ye kaisa hai milap
karat sudama aap hi hot sudama aap
ek or lakshmi pati ek or kangal
khub nibhai mitrata dhanya dhanya gopal
prabhu dwarika nath ki hum lila darshate hai
prabhu dwarika nath ki hum lila darshate hai
krishan sudama ke jivan ki katha sunate hai
katha sunate hai
krishan dukhiyo ki din dayal bolo re
dhanya dhanya gopal krishan dukhiyo ki din dayal bolo re
dhanya dhanya gopal
krishan dukhiyo ki din dayal bolo re
dhanya dhanya gopal
krishan dukhiyo ki din dayal bolo re
dhanya dhanya gopal
krishan dukhiyo ki din dayal bolo re
dhanya dhanya gopal
krishan dukhiyo ki din dayal bolo re
dhanya dhanya gopal