Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Roke Use Aur Ye Kah De
|
Amirbai Karnataki | Khemchand Prakash | ||||
Sindoor (1947) | Qamar Jalalabadi | ||||||
koi roke use aur ye kah de
kuch apni nishani deta ja
koi roke use aur ye kah de
kuch apni nishani deta ja
agar ye bhi tujhe manjur nahi
yu yaad bhi apni leta ja
meera ki jaba chup hai lekin
aankhe ro ro kar ye kahti hai
jis dil ko tadapta chhod chala
us dil ke hi tukde leta ja
jis dil ko tadapta chhod chala
us dil ke hi tukde leta ja
main mit jaau to mit jaau
main mit jaau to mit jaau
tu shad rahe aabad rahe
tu shad rahe aabad rahe
o janewale thahar jara
is dil ki duaye leta ja
o janewale thahar jara
is dil ki duaye leta ja
koi roke use aur ye kah de
kuch apni nishani deta ja