Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Nazar Aashiqana To Dekhe
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | G S Kohli | ||||
Naujawan (1966) | Anjaan | ||||||
koi nazar aashikana to dekhe
nigaho ka dilkash nisana to dekhe
bura jo kahe meri divangi ko
kaho pahle banke divana to dekhe
vo ek nazar me kitne nazdik aagaye
vo ek nazar me kitne nazdik aagaye
hans kar haya ka ghunghat
hans kar haya ka ghunghat rukh se hata gaye
vo ek nazar me kitne nazdik aa gaye
vo ek nazar me kitne
dekhte hi unko haye dekhte hi unko
kyo ladkhda gaye hai
vo ek nazar me kitne nazdik aagaye
hans kar haya ka ghunghat
hans kar haya ka ghunghat rukh se hata gaye
vo ek nazar me kitne nazdik aa gaye
vo ek nazar me kitne
hum kaise mar na jaye masumiyat pe unki
o hum kaise mar na jaye masumiyat pe unki
masumiyat pe unki masumiyat pe unki
kis sadgi se dil par kis sadgi se dil par
bijali gira gaye hai vo ek nazar me kitne nazdik aagaye
hans kar haya ka ghunghat
hans kar haya ka ghunghat rukh se hata gaye
vo ek nazar me kitne nazdik aa gaye
vo ek nazar me kitne