Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Khushnasib Hoga
|
Ram Kamlani, Mukesh Chand Mathur, Kishore Kumar | Roshan | ||||
Maalkin (1953) | Rajendra Krishan | ||||||
koi khushnasib hoga humsa na is jahan me
paas ho gaye hai ulfat ke imtahan me
lo mil gayi digri pyar ki
khair meri sarkar ki
la de tali la de tali
khair meri sarkar ki
hoye khair meri sarkar ki
lo mil gayi degri pyar ki
khair meri sarkar ki
la de tali la de tali
pehle pehle aati na thi pyar ki a b c
o yaro pyar ki a b c
o pehle pehle aati na thi pyar ki a b c
o yaro pyar ki a b c lekin awwal number paya
mehnat karke ji eee mehnat karke ji
oo oo oo oo oo oo oo oo
din me sau sau chakkar kate ka bhai
haye gali me yaar ki
khair meri sarkar ki
la de tali la de tali
khair meri sarkar ki
hoye khair meri sarkar ki
lo mil gayi degri pyar ki
khair meri sarkar ki
la de tali la de tali
uth uth ke raton ko bahaye
aansu garma garam
ho yaro aansu garma garam
uth uth ke raton ko bahaye
aansu garma garam
ho yaaro aansu garma garam
are tab kahin ja kar hua
dosto dilbar ka dil naram
ho mere dilbar ka dil naram
oo ooo oo ooo oooo ooooo
baithe baithe kismet khul gayi kis ki
mujh jaise bekar ki khair mere sarkar ki
la de tali la de tali
hoye khair meri sarkar ki
hoye khair meri sarkar ki
lo mil gayi degri pyar ki
khair meri sarkar ki
la de tali la de tali