Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Kahade Kahade Kahade Jamane Se Jake
|
Asha Bhosle | O P Nayyar | Dharmendra, Tanuja | |||
Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) | Aziz Kashmiri | Romantic Songs | |||||
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi khade kahde kahde
ab jalta hai jale jamana banaye fasana
nahi ghabrayenge hum
dil ka sauda kiya hai khusi se dare kyu kisi se
ke hum to abhi se tham ke jigar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi khade kahde kahde
kyu na raho me kaliya bichade
jaha ko dikha de mohabbat ki jadu giri
aaj dil ko juba mil gayi hai kali khil gayi hai
ye dunia nayi hai jo karna tha kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi khade kahde kahde
ab ye dar hai hasena jamana karena fasana
nigaho ke ekarar ka
ye mohobbat kahi khul na jaye koi ye bataye
to kaise chhupaye mohabbat jo kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise kahe unse jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise
dil ko rakhha tha humne bachake jaha se chupaake
ke dil unpe aahi gaya
lakh chaha ke unko na chahe churale nigahe
na dekhe ye rahe lo ji hamto kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise kahe unse jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise