Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Dil Na Kisi Se Lagaye
|
Asha Bhosle, Sonu Nigam | Aadesh Shrivastava | ||||
Sauda (1995) | Kulwant Jani | Sad Songs | |||||
ha koi dil na kisi se lagaye
ha koi dil na kisi se lagaye
tir pyar ka kaleje pe na khaye
ke rog bura ishke da ke rog bura ishke da
ha koi dil na kisi se lagaye
ha koi dil na kisi se lagaye
tir pyar ka kaleje pe na khaye
ke rog bura ishke da ke rog bura ishke da
ha koi dil na kisi se lagaye
sohni bankar dariyao me pyasa dubna padta hai
sohni bankar dariyao me pyasa dubna padta hai
sassi bankar shahrao me jinda jalna padta hai
ha jinda jalna padta hai
ho kabhi lahro me ye duboye ho kabhi lahro me ye duboye
kabhi van van ye bhatkaye
ke rog bura ishke da ke rog bura ishke da
ha koi dil na kisi se lagaye
upar vale ne jab ek din phul aur kaliyan bantein the
upar vale ne jab ek din phul aur kaliyan bantein the
ishq di jholi mein dekha to bas kantein hi kantein the
bas kantein hi kantein the
upar vale ne jab ek din phul aur kaliyan bantein the
ishq di jholi mein dekha to bas kantein hi kantein the
bas kantein hi kantein the
ho lage dil ki jo aag lagaye ho lage dil ki jo aag lagaye
sari umar usi me jal jaye
ke rog bura ishke da ke rog bura ishke da
ha koi dil na kisi se lagaye
ho koi dil na kisi se lagaye