Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Dekhe To Kahe Tujhko Kahi Diwana Na
|
Asha Bhosle | Salil Chowdhury | ||||
Apradhi Kaun (1957) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na
chhod de baiya balamwa na na na
koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na
chhod de baiya balamwa na na na
dekho ji yo na yu betaab dekho
jane do jane do mera rasta na roko
dekho ji yo na yu betaab dekho
jane do jane do mera rasta na roko
aadhi ratiya soya zamana
aur ye tera humko satana
laaj ke maare pade humko kahin mar jana na na
chhod de baiya balamwa na na na
koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na
chhod de baiya balamwa na na na
maan ja saiya na karta ja ishare
khidki se dekhe na kahin chanda sitare
maan ja saiya na karta ja ishare
khidki se dekhe na kahin chanda sitare
aadhi ratiya soya zamana
aur ye tera humko satana
aisi baato ka bana daale koi afsana na na
chhod de baiya balamwa na na na
koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na
chhod de baiya balamwa na na na
aaungi phir piya bandi hu tori
uljhi hai dil se yu tere naino ki dori
aaungi phir piya bandi hu tori
uljhi hai dil se yu tere naino ki dori
aadhi ratiya soya zamana
aur ye tera humko satana
yu na ho bechain
milenge kal balam ghabrana na na
chhod de baiya balamwa na na na
koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na
chhod de baiya balamwa na na na