Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Bhi Mausam Aaye Ke Jaaye
|
Asha Bhosle | Ravindra Jain | ||||
Parchhayeen (1989) | Ravindra Jain | ||||||
koi bhi mausam aaye ke jaye bichdenge ab na tere mere saye
mai teri hi banke rahungi sajna mai tere hi karan jiungi sajna
koi bhi mausam aaye ke jaye bichdenge ab na tere mere saye
mai hu tera phul tu hai meri khusbu
tere bina mai kuch nahi hu ye mat bhul ki mai hu teri chaya
jaha tu hai mai bhi wahi hu kitna hi koi mujhko bulaye
kuch nahi dekhu tere siway koi bhi mausam aaye ke jaye
bichdenge ab na tere mere saye mai teri hi banke rahungi sajna
mai tere hi karan jiungi sajna koi bhi mausam aaye ke jaye
bichdenge ab na tere mere saye
kabhi kisi roz jo mai na rahungi rahe jayega ye tarana
janmo ke meet dilo ke ye rishte tum bhi yugo tak nibhana
rakhna mujhe yuhi dil se lagaya wada karo na honge paraye
koi bhi mausam aaye ke jaye bichdenge ab na tere mere saye
mai teri hi banke rahungi sajna mai tere hi karan jiungi sajna
koi bhi mausam aaye ke jaye bichdenge ab na tere mere saye