Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Bedard Mere Dil Ka Chain Lut Gaya
|
Geeta Dutt | Ghulam Haider, Aziz Hindi | ||||
Putli (1950) | Wali Sahab | ||||||
gham uthane se kahi gham me kami aati hai
rone wale tere rone pe hasi aati hai
koi bedard mere dil ka chain lut gaya
haye dil tut gaya koi bedard mere
koi bedard mere dil ka chain lut gaya
haye dil tut gaya koi bedard mere
ghar se beghar huye
ghar se beghar huye haye koi takdeer na thi
ghar se beghar huye haye koi takdeer na thi
aur kya tha hi bigadi hui taqdeer na thi
aur kya tha hi bigadi hui taqdeer na thi
na bana haay
na bana haay nasiba jo mera tut gaya
haye dil tut gaya koi bedard mere
mil gaya khak me ashko ka khajana haye
mil gaya khak me ashko ka khajana haye
beh gaya aankho se
beh gaya aankho se hasrat ka fasana haye
daaman-e-rakt
daaman-e-rakt liye hatho se ab chhut gaya
haye dil tut gaya koi bedard mere
is tarah dube ke
is tarah dube ke tinke ka sahara na mila
is tarah dube ke tinke ka sahara na mila
ham kinare pe rahe
ham kinare pe rahe aur kinara na mila
bekhata mujhse
bekhata mujhse mukadar kyu mera ruth gaya
haye dil tut gaya koi bedard mere
koi bedardi mere dil ka chain lut gaya
haye dil tut gaya koi bedard mere