Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Bechara Dil Ko Khokar Khoj Raha Hai
|
Lata Mangeshkar | Hemant Kumar | ||||
Sannata (1966) | Gulzar | ||||||
koi bechara
koi bechara dil ko khokar
khoj raha hai chahat ka mara
koi bechara
jaise jaise bund bund chand ghulega
ankhiyo me ek aur khwab ghulega
roshani ki dur dur dhul udhegi
dhire dhire raat ka ye raaz khulega
ek diwana jaag raha hai
sapno ka mara, koi bechara
mat jaao os ke shisho se panv na kat jaye
mat jaao os ke shisho se panv na kat jaye
jara raaho se ye kanch utta lu
bairi chandani ki aanch bujha lu
mat jaao os ke shisho se panv na kat jaye
jhuk gayi hai aankh to salam kiya hoga
dil ne sayad hans ke tera naam liya hoga
tera naam liya hoga
kal kya hoga aaj na jaane raahi banjara
koi bechara
koi bechara dil ko khokar
khoj raha hai chahat ka mara
koi bechara