Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Koi Ban Jaye Apna Yaar
|
Chandrani Mukherjee, Preeti Sagar | Bappi Lahiri | ||||
Morchha (1980) | Ramesh Pant | ||||||
pa p pa p r pa pa p pa p r pa
pa p pa p r pa pa p pa p r pa
pa p pa p r pa pa p pa p r pa
pa p pa p r pa pa p pa p r pa
pa p pa p r pa
pipi pipi
koi ban jaye apna yaar
kisi ka mil jaye saccha pyar
koi ban jaye apna yaar
kisi ka mil jaye saccha pyar
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
koi ban jaye apna yaar
agar mil jaye kisi ka pyar
koi ban jaye apna yaar
agar mil jaye kisi ka pyar
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
koi ban jaye apna yaar
agar mil jaye kisi ka pyar
pipi pipi
aise bhi aashiq hai pahli najar me jo
ulfat ka dam bharte hai
jo jhuthe vaado se dil ko lubhate hai
wo pyar kam karte hai
aise bhi aashiq hai pahli najar me jo
ulfat ka dam bharte hai
jo jhuthe vaado se dil ko lubhate hai
wo pyar kam karte hai
o kahte hai sabhi ke marte hai tum pe
koi nahi marta
koi ban jaye apna yaar
agar mil jaye kisi ka pyar
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
koi ban jaye apna yaar
agar mil jaye kisi ka pyar
pp pp pp pp
pipi pipi
jaise hi milta hai sapno ka shahjada
duniya badal jati hai
sari umar apni uski mohabbat ke
saanche me dhal jati hai
jaise hi milta hai sapno ka shahjada
duniya badal jati hai
sari umar apni uski mohabbat ke
saanche me dhal jati hai
ho milne ko milte hai log hazaaro
dil to nahi milta
koi ban jaye apna yaar
agar mil jaye kisi ka pyar
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
to phir duniya ki logo ki
are sabki aisi taisi
koi ban jaye apna yaar
agar mil jaye kisi ka pyar